A continuación la letra de la canción Chali kaunse desh gujariya too saj dhaj ke Artista: Talat Mahmood, Asha Bhosle Con traducción
Texto original con traducción
Talat Mahmood, Asha Bhosle
Chali kaunse desh gujariya too saj dhaj ke\njaun piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke\nchali kaunse desh gujariya too saj dhaj ke\nchhalke mat pita kee ankhiya, roWe tere bachapan kee sakhiya\nbhaiya kare pukar ho, bhaiya kare pukar naa jaa ghar Aangan taj ke\njau piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke\nchali kaunase desh gujariya too saj dhaj ke\ndur desh mere pee kee najariya, woh unki mai unki sanwariya\nbandhi lagan kee dor ho\nbandhi lagan kee dor mainne sab soch samajhake\njau piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke\nchali kaunase desh gujariya too saj dhaj ke\ndo din jag me dhum machaye, jake koyee wapas naa aaye\nkhoj khoj thak jaye ho\nkhoj khoj thak jaye do naina chand suraj ke\njau piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke\nchali kaunase desh gujariya too saj dhaj ke
Canciones en diferentes idiomas
Traducciones de alta calidad a todos los idiomas
Encuentra los textos que necesitas en segundos