A continuación la letra de la canción Yahan Zindagi Artista: Shaan, Sagarika, Shabab Sabri Con traducción
Texto original con traducción
Shaan, Sagarika, Shabab Sabri
yahan zindagi… ek alag zindagi hai
yahan khwaishe… aasmaan se badi hai
yahan zindagi… ek alag zindagi hai
yahan khwaishe… aasmaan se badi hai
iraade yahan par samandar se gehere…
iraade yahan par samandar se gehere…
naa koi fikar… na kahin koi pehre
yahan zindagi… ek alag zindagi hai
yahan khwaishe… aasmaan se badi hai
iraade yahan par samandar se gehere…
iraade yahan par samandar se gehere…
naa koi fikar… na kahin koi pehre
yahan zindagi… ek alag zindagi hai…
yahan khwaishe… aasmaan se badi hai
yahan har jagah mauj hai… mastiyaan hai…
yahan par zamaane ki sab hastiyaan hai…
yahan har jagah mauj hai… mastiyaan hai…
yahan par zamaane ki sab hastiyaan hai…
yahan dil naye roop mein hai machalte…
yahan dil naye roop mein hai machalte…
yahan chaand suraj naa ek pal ko dhalte…
yahan zindagi… ek alag zindagi hai
yahan khwaishe… aasmaan se badi hai
yahan sab ke jalwon ke rangeeniyaan hai…
yahan sab ke andaaz mein khoobiyaan hai…
yahan sab ke jalwon ke rangeeniyaan hai…
yahan sab ke andaaz mein khoobiyaan hai…
yahan log bas aaj ki baat karte…
yahan log bas aaj ki baat karte…
nahi murde peeche bas par aage ko chalte…
yahan zindagi… ek alag zindagi hai
yahan khwaishe… aasmaan se badi hai
yahan zindagi… ek alag zindagi hai…
yahan khwaishe… aasmaan se badi hai
iraade yahan par samandar se gehere…
iraade yahan par samandar se gehere…
naa koi fikar… na kahin koi pehre
yahan zindagi… ek alag zindagi hai
yahan khwaishe… aasmaan se badi hai
Posted By: VENKAT VISWANATHAN
Canciones en diferentes idiomas
Traducciones de alta calidad a todos los idiomas
Encuentra los textos que necesitas en segundos